Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomePoonam (1981)
HomePoonam (1981)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aa zara mere humnasheen thaam le mujhe thaam le aa zara mere humnasheen thaam le mujhe thaam le zindagi se bhag kar aaya hoon main mujhe thaam le aa zara mere humnasheen thaam le mujhe thaam le aa zara apni hasti se khud main pareshan hoon jiski manzil nahin aisa insaan hoon apni hasti se khud main pareshan hoon jiski manzil nahin aisa insaan hoon main kahan tha kahan se kahan aa gaya kya se kya ho gaya main bhi hairaan hoon aa zara mere humnasheen thaam le mujhe thaam le aa zaraa bujh gaya bhi to kya apne dil ka diya ab na royenge hum roshni ke liye bujh gaya bhi to kya apne dil ka diya ab na royenge hum roshni ke liye dil ka shisha jo toota to ghum kyun karen dard kaafi hai bas zindagi ke liye aa zara mere humnasheen thaam le mujhe thaam le aa zara raat aati rahi raat jati rahi mere ghum ka na lekin sawera hua raat aati rahi raat jati rahi mere ghum ka na lekin sawera hua apne apne naseebon ki baaten hai ye jo mila humko uska bahut shukriya aa zara mere
laagi lag jaaye logo lagaayi nahin jaaye ree ye agan lag jaaye to bujhaayi nahin jaaye re laagi lag jaaye logo lagaayi nahin jaaye ree ye agan lag jaaye to bujhaayi nahin jaaye re jab ye bachpan kahin door jaane lage rut jawaani ki ye paas aane lage dil ki dhadkan naye geet gaane lage saans nagme naye gungunane lage bin piye ye kadam dagmagane lage phir kisi din kahin aankh aise lade aankh aise lade saath dil le ude jab mile dil jawaan to shuru daastaan do deewane bane jism do ek jaan jo mile dil to milke juda ho kahan ye muhabbat dilon se mitaayi nahin jaaye ree ye agan lag jaaye to bujhaayi nahin jaaye re pyaar ke rang se phir hansi ho jawaan phoolon ki ho zameen pyaaron ka aasmaan ho sharaabi hawa ho gulaabi ghata muskuraaye nazar dagmagaye ada har kadam pe khushi har kadam pe nasha aate aate kabhi aaye phir ye ghadi zindagi se jude zindagi ki kadi preet dulhan bane laal joda saje pyaar dulha bane sar pe sehra bandhe haath mehndi rache aur piya thaam le jodi ban
muhabbat rang laayegi janaaaaaab aahista aahista ke jaise rang laati hai sharaaab aahista aahista muhabbat rang laayegi abhi to tum jhijhakte ho abhi to tum simatte ho haaye abhi to tum jhijhakte ho abhi to tum simatte ho ke jaate jaate jaayega hijaaaaab aahista aahista hijaab apno se hota hai nahin hota hai gairon se koi bhi baat banti hai janaaaaaab aahista aahista muhabbat rang laayegi abhi kamsin ho kya jaano muhabbat kis ko kehte hain abhi kamsin ho kya jaano muhabbat kis ko kehte hain bahaaren tum pe laayengi shabaaaab aahista aahista bahaaren aa chuki hum par zuroorat baaghban ki hai tumhaare pyaar ka doongi jawaaaaab aahista aahista muhabbat rang laayegi janaaaaaab aahista aahista ke jaise rang laati hai sharaaab aahista aahista muhabbat rang laayegi janaaaaaab aahista aahista ke jaise rang laati hai sharaaab aahista aahista
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aa Zara Mere Humnasheen Poonam (1981) 04:37 36276
 
Poster of Poonam (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 04:37   Song Number : 36276   

Laagi Lag Jaaye Logo Poonam (1981) 08:07 37062
 
Poster of Poonam (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Raj Babbar, Poonam Dhillon
Duration : 08:07   Song Number : 37062   

Muhabbat Rang Laayegi Poonam (1981) 06:14 16296
 
Poster of Poonam (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Ranga Rao
On Screen Actors- 
Raj Babbar, Poonam Dhillon
Duration : 06:14   Song Number : 16296